https://www.hopetherapy.in
919876331677

What is the occupation therapy? Occupation wo...

What is th
2024-01-20T12:19:43
Hope For A New Beginning - Speech Therapy & Autism
What is the occupation therapy? Occupation wo...

What is the occupation therapy? Occupation word ka meaning hota hai ki koi bhi ( kam - dhandha) . Ye word ager kisi bhi Bade person k liye use kiya jaye toh iska matlab hota hai (व्यवसाय ) । lekin ager isi word ko hum kisi child se connect kare toh iska matlab hoga us bache ke daily routine ke work. Sabhi apni daily routine mein koi na koi kam krte hi hai. Lekin hum bat krenge ki ek bache ka occupation kya hota hai?.. Like.. Ek bache ka occupation hai playing, Brush karna, Clothes khud se wear karna, Hair ko comb karna Toilet Khud se jana or khud se clean karna, shirt k botton khud se band krna , ager koi bacha school ja rha hai toh khud se home work krna, learn karna or Sabse main ye hai ki dusre bacho k sath syi se khel pana ya baat krna.. Ye sab bacho ke occupation hai. Ab hum baat karte hai occupation therapy ki.. .. Iska matlab yehi h ki jo bhi bacho ka occupation hai agr un sb mein bache ko koi bhi Problem aa rhi hai ya use apne self work karne mein dusro ki help leni padti hai toh in sbhi probleme ko( OT occupation therapy) se recover kiya jata hai.. Isme sb se pehle bache ke behavior ko asses kiya jata hai then uske occupation mein aa rhi problem ke hisab se usko occupational therapy di jati hai.. Isme sb se pehele bache ko proper way mein asses kiya jata hai or phir uski therapy ko design kiya jata hai or ye bhi dekha jayega ki bache ka level kam h ya jyada . Usko kis - kis therapy ki jarurat padegi.. Or phir uska schedule bnaya jayega then uski therapy start ki jati hai. Ab hum ek example ke dawara samjege ki Autistic bacho ko OT ki jarurt kiu padti hai. Jese ki agar ek bacha 6 years ka hogya hai or use khud se brush karna nhi ata, ya vo khud se toilet nhi jaa rha , ya khud se Nahata nhi hai. Toh yha ek therapist ye dekhega ki usko ye sabhi challenges kiu aa rhe hai. Uski Physical conditions ki vja se , ya coordinative behavior ki vja se ya Mentally issue ki vjha se, ya uske sensory issues ki vja se... In sab bato ko pehle therapist asses krega or phir uski occupational therapy start ki jayegi.. OT ki help se bacha independent ho jata hai. Ab autism bache ko sensory issues bohut hote hai.... Iska matlab hota hai ki humare sabhi body parts sahi tarike se work kar rhe h ya nhi... Like hum sahi se sun pa rhe hai, dekh pa rhe hai, kisi cheez ko samaj paa rhe, koi bula rha hai toh usko reply kr pa rhe h , kisi cheez mein focus kr pa rhe hai etc... Ab autistic bache kisi bhi information ko sahi se nhi le pate or unka brain Processing bhi bohut slow work karta hai... Unke sabhi sensory issues ko pehle therapist khud samajta hai or fir unke hisab se therapy desin karta hai. Sabse pehle vo bache ko commands ko samjna sikhate hai like idhar ayo... Yeh dedo... Ye mam hai.. Udher jao... Ye uthao... Ye sabhi commands OT mein di jati hai. Ab hum bat karte hai jo bacha school jata ho or uski writing mein problem ho ya phir uski hand griping mein dikat ho toh ye sabhi problems OT se recover ho skti hai. Lekin sbse Pehle OT mein uski basic need ko thik kiya jata ha like... like... Sitting, clapping, hello, bye, probably walk krna, probably run karna, cycling, swing syi se karna etc.... OT occupational therapy se bcha independent ho jata hai..

Message Us

Keywords

यवसkamagrvjawayayopatededojanakrtekregaassesUdherSabsedikatNahatacyclingdhandhajaa rhaki vjhaword korhe haiPehle OTYe sabhiUsko kishum sahidusro kifocus krcommandsbaat krnakr pa rheband krnaphir uskakhel panaAb autismki jayegikarta haiunke hisabkisi childbasic needLekin sbsesun pa rhelekin agerSabhi apniusko replyleni padtibat krengedekh pa rheki jati haiBrush karnaclean karnaToilet Khudkis therapybnaya jayegakoi bula rhaClothes khudpehele bachekiya jata haisabhi problemsjarurat padegisamjna sikhateshirt k bottonhum ek examplehum baat karteaa rhi problemhome work krnathik kiya jataslow work kartakoi bhi Problemdekhega ki uskosbhi probleme kokhud samajta haisabhi challengesbacha school jataOccupation word kaHair ko comb karnayears ka hogya haiindependent ho jataphir uski therapy kosensory issues bohutToh yha ek therapistapne self work karneJese ki agar ek bachadaily routine ke workcoordinative behaviorOT occupation therapybody parts sahi tarikebhi bacho ka occupationbato ko pehle therapistOT occupational therapybcha independent ho jataUski Physical conditionsUnke sabhi sensory issueskare toh iska matlab hogaOT ki jarurt kiu padti haikisi cheez ko samaj paa rhebhi dekha jayega ki bache kaager koi bacha school ja rhaphir uski occupational therapyek bache ka occupation kya hotaunka brain Processing bhi bohutkiya jaye toh iska matlab hota haiautistic bache kisi bhi informationdawara samjege ki Autistic bacho komain ye hai ki dusre bacho k sath syiYe word ager kisi bhi Bade person k liye

other updates

Book Appointment

No services available for booking.

Select Staff

AnyBody

Morning
    Afternoon
      Evening
        Night
          Appointment Slot Unavailable
          Your enquiry
          Mobile or Email

          Appointment date & time

          Sunday, 7 Aug, 6:00 PM

          Your Name
          Mobile Number
          Email Id
          Message

          Balinese massage - 60 min

          INR 200

          INR 500

          services False False +918048094915