

3 common mistake we do in Autism intervention. First of all "Delayed action by parents " being a parents, ap nhi Janaye ki humare child ko Kya problem hai. Usko speech issues hai Ya Fir speech issues ka reason Kya hai. So mostly parents ka concern speech ko like hi hota hai ki Humana child bol q nhi the toh uske liye Kya kre.jbki parents baki parameters pe work nhi krna chahte. Jiski wja se child ko speech issues face krne pd rhe hai. Sometimes parents ka speech ko lekr Yeh concern rheta hai ki bche toh late bolte hai Abhi unko speech k liye wait kena chahiye. Jiski wja se child ki recovery slow hone k chances b Jada Ho jate hai. Sometimes parents ko child ki problem ka pta hi nhi hota Ki child Autism ki problem ko face kr rhi hai ki speech Delayed ki. Iss confusion k sath woh apna mind set krte hai ki child ko Yeh issues hai toh Issi pe work hona chahiye jbki recovery k liye sbhi angles important hai. Parents ko chahiye ki agar early intervention Mai child mai unko problems dekhne ko mile the hai toh child ka proper diagnosis hona chahiye. Because therapist hi child ki need base k according therapy suggest krega. Jisse child ki recovery fast hone k chances ho skte h
We hate spam too.